Rate Finder
Kisi bhi area ka rate — sirf asli listings se, har number ke saath saboot.
1 marla = 25 gaj (225 sq ft)
Ye rate kaise banta hai?
- Sirf likha hua number — builder site, marketing site, akhbaar, owner/dealer entry, sarkari record. Koi andaaza nahi.
- Har rate ke saath source link, tareekh aur page ki saved copy.
- Median liya jata hai; ajeeb listings alag rehti hain. Sources me farak ho to har source alag dikhta hai.
- 180 din se purana ya bina tareekh ka data median me nahi ginta. Owner/dealer entries admin approval ke baad dikhti hain.
- Ye asking / reported rate hain — registry ka asli sauda alag ho sakta hai.